Woh Dekhen To Unki Inayaat Na
SW

Woh Dekhen To Unki Inayaat Na 歌词

流派Pop
时长5:48
原文语言SW
浏览量246
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SW
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Woh dekhein to unki inaayat Na dekhein to rona kya Woh dekhein to unki inaayat Woh dekhein to unki inaayat Na dekhein to rona kya Jo dil gair ka ho uska Hona kya aur na hona kya Woh dekhein to unki inaayat Ishq dilon ka mel hai pyaare Yeh nazron ka khel nahin Ishq dilon ka mel hai pyaare Yeh nazron ka khel nahin Yeh nazron ka khel nahin Jab tak do dil ek na ho le Dil ki lagi ka rona kya Jab tak do dil ek na ho le Ishq ki baazi seedhi baazi Dil jeeto aur dil haaro Ishq ki baazi seedhiiiiiiiiiiiiiiiiii baazi Are baazi baazi baazi baazi baazi baazi baazi Ishq ki baazi seedhi baazi Dil jeeto aur dil haaro Dil jeeto aur dil haaro Is saude mein o dilwaalon Paana kya aur khona kya Woh dekhein to unki inaayat Na dekhein to rona kya Jo dil gair ka ho uska Hona kya aur na hona kya Woh dekhein to unki inaayat

更多 Asha Bhosle

Asha Bhosle →

相关歌词