Humrahi
EO

Humrahi 歌词

流派Folk
时长5:24
原文语言EO
浏览量369
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

EO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Kuch nahi mangu bas hai mera ek sapna Duniya se kya lena dena Bas chahiye ek apna Ho dharkan ,khwaish barish boondein aur ho koi apna Us say mil ke mausam Badlein aur lgaye sab apna Mein kahan aur meray khayal Kahan Teri Yaad Hai per visaal kahan Baat banti nahin bananey say Reet hai yehi zamane say Aab ke jo palat ke dekhon sehmi si hain rahein thanmay meray sapno ko Khamoshi say bulayen Dil say jo dua de waisa hai mera humrahi meethi si saza day aisa hai mera humrahi ho meri chahton ka sawal jahan uske pyaar ki missal wahan Baat banti nahi baanaey say Reet hai yehi zamane say Aab ke jo palat ke dekhon sehmi si hain rahein thamay meray sapno ko Khamoshi say bulayen Dil say jo dua de waisa hai mera humrahi meethi si saza day aisa hai mera humrahi Ho dharkan ,khwaish barish boondein aur ho koi apna Us say mil ke mausam Ho dharkan ,khwaish barish boondein aur ho koi apna Us say mil ke mausam

更多 Atif Aslam

Atif Aslam →

相关歌词