Rang Jo Lagyo
印地语

Rang Jo Lagyo 歌词

流派Folk
时长4:08
原文语言印地语
浏览量115
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Thami thami si saansein Thami thami jeene lagi Hain tumse jo mill gayi Jo mill gayi Thami thami si saasein Jeene lagi, jeene lagi Hain tumse jo mill gayi, jo mil gayi Asar yeh kaisa teri chaahat ka Hai mujhpe ho gaya Zarra zarra mere dil ka Ab tujh mein hi kho gaya Meharbaan lavo Rab barsa hai Jab se tu hai mill gaya Tujh ko pa ke aisa laage ke Khud se hoon mil gaya Ke rang jo lagyo re! Ke rang jo lagyo re Ke rang jo lagyo re lagyo Ke rang jo lagyo re! Ke rang jo lagyo re Ke rang jo lagyo re Ke thaaro rang O. Rang aisa gehra ishq ka Hai rooh mein ghulne laga Chhoote naa Chhoote naa iska nishaan Jahaan ki parwaah kya Jab dil yeh hadd se aage badh gaya Saji hai duniya meri Mujhko tu naya sa kar gaya Ke rang jo lagyo re Ke rang jo lagyo re Ke rang jo lagyo re ke thaaro rang O. Dekhoon pighalta aasmaan Boondon se karta hai bayaan Pyaar mera, pyaar mera bepanaah Jo bhoole se bhi na bhoole Tu aisa waada bann gaya Tode se bhi naa toote Jo dil ka naata bann gaya Ke rang jo lagyo re (Man lagyo hai rang ye) Ke rang jo lagyo re Ke rang jo lagyo re lagyo Ke rang jo lagyo re (Ke rang jo lagyo re manda maa thaaro rang hai) Ke rang jo lagyo re Ke rang jo lagyo re thaaro rang

更多 Atif Aslam

Atif Aslam →

相关歌词