Iss Tarah
印地语

Iss Tarah 歌词

流派Pop
时长3:04
原文语言印地语
浏览量27
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
yeh ishq nahin hai aasaan itna toh samajh hai aata tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata mujhe tairna nahi aata tujhe doobna nahi aata yeh shehar meri ulfat ka woh shehar teri gaflat ka tu raat ka suraj hai mujhe jaagna nahi aata mujhe jaagna nahi aata tujhe ghuroobna nahi aata tere mere taare mile, mile na re chhat toh hai chhat se judi o chaand bhi chhup jaaye haathon mein naa aaye khidkiyan to hai khuli o.. iss tarah hum ghalat hum ghalat, hum sahi har jagah har taraf, har tarah hain hum hi o yeh ishq nahin hai aasaan itna toh samajh hai aata tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata mujhe tairna nahi aata tujhe doobna nahi aata tu ret si haathon se aisi phishal jaati hai mujhe rokna nahi aata tujhe theharna nahi aata tu sarphiri hawaaon mein phirki si kyun phiri jaaye mujhe baandhna nahi aata tujhe thaamna nahi aata o.. teri meri raahein mile mile na re takreyengi toh kabhi o raste bhatak jaayein galiyan badal jaayein badlenge dil na kabhi o iss tarah hum ghalat, hum ghalat, hum sahi har jagah har taraf, har tarah hain hum hi yeh ishq nahin hai aasaan itna toh samajh hai aata tu aag ka dariya hai mujhe tairna nahi aata

更多 Clinton Cerejo

Clinton Cerejo →

相关歌词