Sweetheart
印地语

Sweetheart 歌词

流派Pop
时长3:43
原文语言印地语
浏览量335
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
do nain sitaare hai chand sa mukhda kya kehna uska afreen daawat mein jaise ho shahi tukda uske jaisi na koi nazneen shaahi joda pehan ke aayi jo ban thann ke wahi toh meri sweetheart hai sharmaaye si bagal mein jo baithi hai dulhan ke wahi toh meri sweetheart hai shaahi joda pehan ke aayi jo ban thann ke wahi toh meri sweetheart hai sharmaaye si bagal mein jo baithi hai dulhan ke wahi toh meri sweetheart hai kaise main kahun shukriya uska mujhpe ehsaan hai naacheezon ki basti mein wo jo banke aayi mehmaan hai kaise main kahun shukriya uska mujhpe ehsaan hai naacheezon ki basti mein wo jo banke aayi mehmaan hai lagta hai shaadi ghar mein uske aane se jaise chalke aayi hai khushkismati saari mehfil ki woh jaan bani hai kya kehna uska, afreen! muflis ke dil ka armaan bani hai uske jaisi na koi nazneen shaahi joda pehan ke aayi jo ban thann ke wahi toh meri sweetheart hai sharmaaye si bagal mein jo baithi hai dulhan ke wahi toh meri sweetheart hai shaahi joda pehan ke aayi jo ban thann ke wahi toh meri sweetheart hai sharmaaye si bagal mein jo baithi hai dulhan ke wahi toh meri sweetheart hai wah wah ji wah wah kya baat hai! wah wah ji wah wah kya baat hai!

更多 Dev Negi

Dev Negi →

相关歌词