Bekhayali Acoustic
印地语

Bekhayali Acoustic 歌词

流派Pop
时长3:10
原文语言印地语
浏览量60
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye Teri nazdeekiyon ki khushi behisaab thi Hisse mein faasle bhi tere bemisaal aaye Main jo tumse door hoon Kyun door main rahoon Tera guroor hoon Aa tu faasla mita Tu khwaab sa mila Kyun khwaab tod doon oo Raatein dengi bata Neendon mein teri hi baat hai Bhoolun kaise tujhe Tu toh khayalon mein saath hai Bekhayali mein bhi tera hi khayaal aaye Kyun bichhadna hai zaroori ye sawaal aaye Nazar gira de har ik manzar Ret ki tarah bikhar raha hai Dard tumhaara badan mein mere Zeher ki tarah utar raha hai Nazar gira de har ik manzar Ret ki tarah bikhar raha hai Dard tumhaara badan mein mere Zeher ki tarah utar raha hai

更多 Dhvani Bhanushali

Dhvani Bhanushali →

相关歌词