Ek Tum Duji Main
SV

Ek Tum Duji Main 歌词

流派Classico
时长3:09
原文语言SV
浏览量281
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SV
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
ek tum, duji main, tija chaand, chauthi thandi hawa raaja chaaron hon jo saath aaye bada maza ek tum, duji main, tija chaand, chauthi thandi hawa raaja chaaron hon jo saath aaye bada maza raat sanvar gayi, masti bikhar gayi taaron ki chamak mere dil mein utar gayi dil mera dolun, kise-kise bolun, o mere bhole, rut bhi nikhar gayi is rut ki kahaani, mere dil ki zabaani, tum gaao raaja maano dil ki baat aaye bada maza ek tum, duji main, tija chaand, chauthi thandi hawa raaja chaaron hon jo saath aaye bada maza maat na khaayega, apana banaayega sabako hara ke mere nainon ka jaadu aankh mila le, saamane aa ke daanv laga le, badh ke zara tu is shaam ki baazi, maine aaj laga di, rasiya a ke de do dil ko maat aaye bada maza ek tum, duji main, tija chaand, chauthi thandi hawa raaja chaaron hon jo saath aaye bada maza

更多 Geeta Dutt

Geeta Dutt →

相关歌词