Kabhi To Maharabaan Ho Kar Bula Lein
印度尼西亚语

Kabhi To Maharabaan Ho Kar Bula Lein 歌词

流派Pop
时长335:09
原文语言印度尼西亚语
浏览量290
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
kabhi to maharabaan ho kar bula lein ye mahawash ham fariqon ki dua lein na jaane phir ye rut aaye na aaye jawaan phuulon ki kuchh kushbuu chura lein hamaari bhi sambhal jaayegi haalat wo pahale apani zulfein to sambhaalein nikalane ko hai wo mahataab ghar se sitaaron se kaho nazarein jhuka lein zamaana to yuunhi ruutha rahega chalo ' jaalib' unhein chal kar mana lein

更多 Ghulam Ali

Ghulam Ali →

相关歌词