Chanda Re Chanda Re
印度尼西亚语

Chanda Re Chanda Re 歌词

流派World Music
时长5:01
原文语言印度尼西亚语
浏览量378
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge Tujhko aate idhar laaj aaye agar Odh ke aaja tu baadal ghane Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge Tujhko aate idhar laaj aaye agar Odh ke aaja tu baadal ghane Gulshan gulshan vadeen vadeen behti hai resham jaisi hawa Gulshan gulshan vadeen vadeen behti hai resham jaisi hawa Jungle jungle parvat parvat hain neend mein sab ek mere siwa Chanda chanda aaja sapnon ki neeli nadiyon mein nahayein Aajayein taarein chupke hum haar manayein In dubli dubli raahon mein aaja raahi kho jaayein Chanda re chanda re kabhi to zameen par aa Baithenge baatein karenge Tujhko aate idhar laaj aaye agar Odh ke aaja tu baadal ghane .

更多 Hariharan

Hariharan →

相关歌词