Chhed Na Mujhko
EO

Chhed Na Mujhko 歌词

流派World Music
时长6:16
原文语言EO
浏览量238
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

EO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
--FEMALE-- Ched na, ched na, ched na Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe Aah ha ha, mm hmm hmm Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, mm hmm hmm --MALE-- Jheel si aankhen hai teri Jheel si aankhen hai teri, doob jaane de mujhe Aah ha ha, mm hmm hmm --FEMALE-- Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, aah ha ha --MALE-- Aah ha ha --FEMALE-- Do dilon ke beech thodi si jagaa bhi na rahe Oh, do dilon ke beech thodi si jagaa bhi na rahe --MALE-- Jis jaga hum hai, vahan par yeh hawa bhi na rahe Aur thoda, aur thoda Aur thoda, aur thoda paas aane de mujhe --FEMALE-- Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, aah ha ha --MALE-- Aah ha ha Jheel si aankhen hai teri, doob jaane de mujhe Aah ha ha, la la la la la la --FEMALE-- Hosh mein aa, baithe baithe yeh tujhe kya ho gaya - 2 --MALE-- Tune kuch is pyaar se dekha, aur nasha sa ho gaya Is mohabbat ke nashe mein Is mohabbat ke nashe mein dagmagaane de mujhe --FEMALE-- Ched na, ched na, ched na Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, aah ha ha --MALE-- Aah ha ha Jheel si aankhen hai teri, doob jaane de mujhe Aah ha ha, la la la la la --FEMALE-- Ched na, ched na, ched na Ched na mujhko mere mehboob, jaane de mujhe, aah ha ha --MALE-- La la la, la la la la la --FEMALE-- Aah ha ha, mm hmm hmm --MALE-- O, sa dha pa ma... --FEMALE-- Eh, aah... Jaane de, jaane de mujhe

更多 Hariharan

Hariharan →

相关歌词