Hum Tumse Na Kuchh Keh Paaye
SW

Hum Tumse Na Kuchh Keh Paaye 歌词

流派World Music
时长4:17
原文语言SW
浏览量404
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SW
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Hum tumse na kuchh keh paaye Tum humse na kuchh keh paaye Hum tumse na kuchh keh paaye Tum humse na kuchh keh paaye Lagta hai darr ye baat ye dil ki Dil mein na reh jaaye Hum tumse na kuchh keh paaye Tum humse na kuchh keh paaye Lagta hai darr ye baat ye dil ki Dil mein na reh jaaye Hum tumse na kuchh keh paaye Tum humse na kuchh keh paaye Tum suno gaur se kya keh raha hai sama Humnashi chhed do chaahat bhari dastaan Kitne dinon tak kuchh na bataaye Tum humko tadpaaye Hum tumse na kuchh keh paaye Tum humse na kuchh keh paaye Pyaar kya hai sanam tum humko samjha gaye Faasle na rahe itne kareeb aa gaye Dekho hamari khushboo tumhaari Saanson ko mehkaaye Hum tumse na kuchh keh paaye Tum humse na kuchh keh paaye Raat bhar jaagkar karvat badalte thay hum Kya kahein kis tarah dilbar machalte thay hum Kaise batayein tanha akele Hum kitna ghabraaye Hum tumse na kuchh keh paaye Tum humse na kuchh keh paaye Hum tumse na kuchh keh paaye Tum humse na kuchh keh paaye Lagta hai darr ye baat ye dil ki Dil mein na reh jaaye Hum tumse na kuchh keh paaye Tum humse na kuchh keh paaye

更多 Hariharan

Hariharan →

相关歌词