Ho Nadiya Kinaare Nain Hamaare Tohe Nihaarein
MS

Ho Nadiya Kinaare Nain Hamaare Tohe Nihaarein 歌词

流派Classico
时长133:08
原文语言MS
浏览量275
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
ho nadiya kinaare nain hamaare tohe nihaarein haay re dayiya uyi mori mayiya paanv mein chubh gaya kaanta kaise chaluun man mein jaluun main koyi mujhe le jaata ho nadiya kinaare haay re haay kaisa julam hai nadiya ke paar mora balam hai baar-baar bole ye mori paayaliya o mere sajana a aaja ho das rahe hain hamako sab nazaare - 2 ho nadiya kinaare aaja pukaaruun main tohe sajani man ko jalaaye biraha ki agani aaj tujhe hai prit nibhaani bit na jaaye rut yah suhaani ho a tadap rahe hain bin tihaare - 2 ho nadiya kinaare

更多 Hemlata

Hemlata →

相关歌词