Chhalak Chhalak
英语

Chhalak Chhalak 歌词

时长5:48
原文语言英语
浏览量761
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

EN
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Hey sheeshe se sheesha takraaye - 2 Jo bhi ho anjaam O dekho kaise Arre sheeshe se sheesha takraaye Jo bhi ho anjaam, o dekho kaise (Chhalak chhalak chhal, chhalak chhalak chhal Chhalak chhalak chhalkaaye re) - 2 Hey, jhaangh pakhaawaj taashe baaje Chhalke jab yeh jaam, o dekho kaise Aha, aha, aha, o dekho kaise (Dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham Dhamak dhamak dhamkaaye re) - 2 Sheeshe se sheesha takraaye Hey hey hey hey, hey hey eh eh hey Yeh madira Haan, yeh madira Yeh madira to le aati hai yaadon ki barsaat Ae chhalak chhalak ke chhalti jaaye Dil ko yeh madira Haan, yeh madira honton se utre To bole dil ki baat Hey, garaj garajke dil mein garje Gham ke yeh badra Dil tak jaise yeh pahaunchi aayi aayi Aayi uski yaad Uski ek jhalak, uski ek jhalak Mil jaaye itni hai fariyaad Itni hai fariyaad, itni hai fariyaad Hey naache mira jogan banke o mere ghanshaam Naache mira laheraake balkhaake o mere ghanshaam Jhanana jhan, aha, aha, aha O dekho kaise (Jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan Jhananana paayal baaje re) - 2 Pyaar mein tere dil yeh chaahe ho jaaye badnaam O dekho kaise, o dekho, o dekho (Dhidak dhidak dil, dhidak dhidak dil Dhidak dhidakta jaaye re) - 2 Hey (Dhamak dhamak dham, dhamak dhamak dham Dhamak dhamakta jaaye re) - 2 (Jhanak jhanak jhan, jhanak jhanak jhan Jhananana paayal baaje re) - 2 Ae, chhalak chhalak chhal Dhamak dhamak dham, khanak khanak khan Ae, dhadak dhadak dil Jhanak jhanak jhan, dhinak dhinakta jaaye re Hey sheeshe se sheesha takraaye Sheeshe se sheesha takraaye Hey sheeshe se sheesha takraaye

更多 Hindi Devdas

Hindi Devdas →

相关歌词