Kahe Ko Byahi Bides
TL

Kahe Ko Byahi Bides 歌词

流派Classico
时长4:50
原文语言TL
浏览量61
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

TL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Kaahay ko biyaahi bides, ray, lakhi baabul moray Kaahay ko biyaahi bides Bhayiyon ko diye babul mehlay do-mehlay Hum ko diya pardes, ray, lakhi babul Hum to hain babul teray khoontay ki gayyan Jid haankay hank jaayen, ray, lakhi babul Hum to hain babul teray belay ki kaliyan Ghar ghar maangi jaayen, ray lakhi babul Hum to hain babul teray pinjray ki chidiyan Bhor bhaye ud jaayen, ray, lakhi babul Taaqon bhari mainay gudiyan jo chhodeen Choota sahelin ka saath, ray lakhi babul Kothay talay say palakiya jo nikli Beeran nay khaayi pachhad, ray, lakhi babul Dolee ka parda uthakar jo dekha Aaya piya ka des, ray, lakhi babul moray Kaahay ko biyaahi bides, ray, lakhi baabul moray

相关歌词