Yeh Mera Pakistan
SO

Yeh Mera Pakistan 歌词

流派Pop
时长4:36
原文语言SO
浏览量520
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
(yuun hi hasate gaate rahein yuun hi geet sunaate rahein baaji har ek lagaate rahein khushiyaan hum nibhaate rahein) par khelna tum iss ajam se le jaayenge baaji kasam se tumhi jitoge yeh maidaan, choo loge tum aasmaan jazba rakhana hai rawaan, aage badhana hai jawaan yeh tera pakistan, yeh mera pakistan (jaau jis des bhi main kabhi, yaad aaye hai mujhko teri kuchh aisi hai shaan teri, jo dekhi kabhi na kahin) toh maan lo tu rehna yahin hain apano se bichhdana nahin hai tumhi jitoge yeh maidaan, choo loge tum aasmaan jazba rakhana hai rawaan, aage badhana hai jawaan yeh tera pakistan, yeh mera pakistan gar aaye mushkil kabhi bhi, duwaan karein milke sabhi jo deta hai jeet tumhe, karna usika aitbaar girke uthana hai mere yaar nanna nanna na na na.......... yeh tera pakistan, yeh mera pakistan

更多 Jal

Jal →

相关歌词