Tujhe Kitna Chahein Aur
MS

Tujhe Kitna Chahein Aur 歌词

流派Alternativo Indie
时长5:41
原文语言MS
浏览量926
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Dil ka dariya beh hi gaya Raahon mein yun jo tu mil gaya Mushqil se main sambhla tha haan Toot gaya hoon phir ek dafaa Baat bigdi hai iss qadar Dil hai toota, toote hain hum Tere bin ab na lenge ek bhi dum Tujhe kitna chaahein aur hum Tere bin ab na lenge ek bhi dum Tujhe kitna chaahein aur hum Tere saath ho jaayenge khatam Tujhe kitna chaahein aur hum Baat bigdi hai iss qadar Dil hai toota, toote hain hum Tere bin ab na lenge ek bhi dum Tujhe kitna chaahein aur hum Tere saath ho jaayenge khatam Tujhe kitna chaahein aur hum Waqt ne hai kiya humpe kaisa sitam Tum bhi bezaar ho barbaad hain hum Jaane kis raaste mujhko le jayenge Bedisha ye mere dagmagate kadam Saath deti parchaaiyan Aur meherbaan ho rahe gham Tere bin ab na lenge ek bhi dum Tujhe kitna chaahein aur hum Tere saath ho jaayenge khatam Tujhe kitna chaahe aur hum Tujhe kitna chaahe aur hum Hoo

更多 Jubin Nautiyal

Jubin Nautiyal →

相关歌词