Tadap Tadap
MS

Tadap Tadap 歌词

时长6:38
原文语言MS
浏览量275
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Bejaan dil ko Bejaan dil ko Bejaan dil ko Tere ishq ne Zinda kiya Phir tere ishq ne Hi is dil ko Tabah kiya Tadap tadapke Is dil se aah Nikalti rahi hai Mujhko saza Di pyaar ki Aisa kya gunaah kiya To lut gaye Haan lut gaye To lut gaye Hum teri mohabbat mein Tadap tadapke Is dil se Aah nikalti rahi hai Mujhko saza di Pyaar ki aisa Kya gunaah kiya To lut gaye Haan lut gaye To lut gaye Hum teri mohabbat mein Tadap tadapke Is dil se aah Nikalti rahi hai Mujhko saza di Pyaar ki aisa Kya gunaah kiya To lut gaye Haan lut gaye To lut gaye Hum teri mohabbat mein Tadap tadapke Is dil se aah Nikalti rahi hai Mujhko saza Di pyaar ki aisa Kya gunaah kiya To lut gaye Haan lut gaye To lut gaye Hum teri mohabbat mein Ajab hai Ishq yaara Pal do pal ki Khushiyaan Gam ke Khazaane milte hain Milti hai tanhaiyaan Kabhi aansoon Kabhi aahein Kabhi shikve Kabhi naalein Tera chehra Nazar aaye Tera chehra Nazar aaye Mujhe din ke Ujaalon mein Teri yaadein Tadpayein Teri yaadein Tadpayein raaton Ke andheron mein Tera chehra Nazar aaye Machal machalke Is dil se aah Nikalti rahi hai Mujhko saza di Pyaar ki aisa Kya gunaah kiya To lut gaye Haan lut gaye To lut gaye Hum teri mohabbat mein Agar mile khuda to Poochhoonga khudaya Jism mujhe Deke mitti ka Sheeshay sa Dil kyon banaya Aur us pe Diya fitrat Ke woh karta Hai mohabbat Wah re wah Teri kudrat Wah re wah Teri kudrat Us pe de diya kismat Kabhi hai milan Kabhi furqat Kabhi hai milan Kabhi furqat Hai yehi kya Vo mohabbat Wah re wah Teri kudrat Sisak sisakke Is dil se aah Nikalti rahi hai Mujhko saza di Pyaar ki aisa Kya gunaah kiya To lut gaye Haan lut gaye To lut gaye Hum teri mohabbat mein Tadap tadapke Is dil se aah Nikalti rahi hai Mujhko saza di Pyaar ki aisa Kya gunaah kiya To lut gaye Haan lut gaye To lut gaye Hum teri mohabbat mein

更多 K.K Krishnakumar Kunnath

K.K Krishnakumar Kunnath →

相关歌词