Maar Daala (feat. K.K.)
印地语

Maar Daala (feat. K.K.) 歌词

流派Alternativo Indie
原文语言印地语
浏览量582
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Yeh kiski hai aahat Yeh kiska hai saaya Hui dil mein dastak Yahan kaun aaya Hum pe yeh kisne hara rang daala Ho, hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein Maar daala Ho maar daala Maar daala Haan maar daala Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala Hamein maar daala Hamein maar daala hamein Maar daala Allah, maar daala Allah, maar daala Allah, maar daala Na chaand hatheli par sajaaya Na taaron se koi bhi rishta banaaya Na rab se bhi koi shikaayat ki (Na rab se bhi koi shikaayat ki) Har gham ko humne chhupaaya Har sitam ko haske uthaaya Kaanton ko bhi gale se lagaaya Aur phoolon se zakhm khaaya Haan magar dua mein Jab yeh haath uthaaya Ho haan magar dua mein Jab yeh haath uthaaya Khuda se dua mein tumhein Maang daala Ho maang daala Allah, maang daala Allah, maang daala, ho Hum pe yeh kisne hara rang daala Khushi ne hamaari hamein maar daala Hamein maar daala Hamein maar daala hamein Maar daala Allah, maar daala Allah, maar daala Allah, maar daala Maar daala Ho maar daala Maar daala Ho maar daala Maar daala Yeh kiski hai aahat Maar daala Yeh kiska hai saaya Maar daala Hui dil mein dastak Maar daala Yahan kaun aaya Hey eh, eh eh eh Mm mm mm mm mm Mm mm mm mm mm mm

更多 Kavita Krishnamurthy

Kavita Krishnamurthy →

相关歌词