Ek Mahal Maan
NL

Ek Mahal Maan 歌词

流派World Music
时长4:25
原文语言NL
浏览量205
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

NL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ek mahal maa chham-chham karti rehti hui shehzaadi Ek ho tan ki sone jaisi dooji man ki chaandi Ek mahal maan ... Ek sureeli baansuri jaisi pancham sur maa bole Pehle hamko ghar layi jaao ham hain ghar ki baandi Ek badi teekhi nakhareeli har baat maan phoon phaan bole Dooji kuch aaisi sharmeeli mushkil se hoon haan bole Hamko hoon haan bhali lage Hamko phoon phaan bhali lage re Hamko hoon haan bhali lage tum layi jaao toofaan aandhi Ek dafa do bhaeeyo jaise aaye do rajkumar Donon samjhe jeete baaji dono gaye dil haar Bin maala ke hua swayamvar Bin maala ke hua swayamvar Bin maala ke hua swayamvar Bina swayamvar ki shaadi

更多 Kishore Kumar

Kishore Kumar →

相关歌词