原文歌词
MS暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ho Jidar Dekhun Teri Tasveer
nazar Aati Hai
teri Surat Meri Taqdeer Nazar Aati Hai
zinda Huin Main Tere Liye
jeevan Tera Hai
mera Hai Jo Sab Hai Teraa
ab Kya Mera Hai
meri Khushiyon Ki Tu Jaagi
nazar Aati Hai..
oo Jidar Dekhun
teri Tasveer Nazar Aati Hai
bina Dekhe Bina Jaane
tan Mann Baande Jo
bandan Jo Janam Janam
mar Ke Juda Na Ho
teri Chahat Wahi Zanjeer Nazar Aati
oo Jidar Dekhun
teri Tasveer Nazar Aati Hai
teri Surat Meri Taqdeer Nazar Aati Hai