Raam Kare Babua Ho
MS

Raam Kare Babua Ho 歌词

流派World Music
时长5:03
原文语言MS
浏览量186
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Raam kare babua ho Raam kare babua hamaar phulava ko hamari umar lagi jaaye, ho Patajhar aaye basant rut jaaye ho jaaye champa chameli muskaaye Raam kare babua ho Pyaare munne tu bhi ik dil-khus gulaab hai Tohari khusabu ka kaheen koi javaab hai Tohe na kisi ki najar lagi jaaye Raam kare babua ho Bol siyaabar ramachandra ki jay! Pavan put hanumaan ki jay! Raam ji ne duniya mein duhkh sukh baante Phulava ke sang sang bagiya mein kaante Tore pag mein na koi kaanta lagi jaaye Raam kare babua Kaas aisa hovai jab banai tu dulha raaja Galiyon mein baaje jab saadi ka baaja Yahi ganga raam hau Yahi ganga raam tohara sehara banaavai Raam kare babua

更多 Kishore Kumar

Kishore Kumar →

相关歌词