Baazigar O Baazigar (feat. Alka Yagnik)
印地语

Baazigar O Baazigar (feat. Alka Yagnik) 歌词

流派Pop
时长7:51
原文语言印地语
浏览量649
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
o mera dil tha akela tune khel aisa khela teri yaad mein jaagun raat bhar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar o mera dil tha akela tune khel aisa khela teri yaad mein jaagun raat bhar baazigar main baazigar dilvaalon ka maein dilbar baazigar main baazigar dilvaalon ka main dilbar o dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai dil ki baazi jeeta dil haar kar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar chupke se aankhon ke raste tu mere dil me samaaya chaahat ka jaadu jagaake mujhko devaana banaaya pehli nazar me bani hai tu mere sapnon ki raani yaad rakhegi ye duniya apni vafaa ki kahaani o mera chain churaake meri neenden udaake kho na jaana kisi modh par baazigar main baazigar dilvaalon ka maein dilbar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar o dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai dil ki baazi jeeta dil haar kar baazigar o baazigar baazigar main baazigar dhak dhak dhadakta hai ye dil bolo na kya keh raha hai paas aao bata doon na baba dar lag raha hai mujhko galat na samajhna maein nahin baadal aawara dil ki deevaron pe maine naam likha hai tumhaara o tere pyaar pe qurbaan mera dil meri jaan tujhe lag jaaye meri umar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar baazigar main baazigar dilvaalon ka maein dilbar o mera dil tha akela tune khel aisa khela teri yaad mein jaagun raat bhar baazigar o baazigar baazigar main baazigar baazigar o baazigar baazigar main baazigar

更多 Kumar Sanu

Kumar Sanu →

相关歌词