Maan Mujhe Apne Aanchal Mein
FI

Maan Mujhe Apne Aanchal Mein 歌词

流派Instrumental
时长4:22
原文语言FI
浏览量11.5K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

FI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
maa mujhe apne aanchal mein chipa le gale se laga le ki aur mera koi nahi phir na sataaunga kabhi paas bula le gale se laga le ki aur mera koi nahi maa mujhe apne ... bhool meri chhoti si bhool jaao maata aaise koi apno se rooth nahi jaata rooth gaya hu main tu mujhko mana le gale se laga le ki aur mera koi nahi maa mujhe apne ... god mein teri aaj tak main pala hoon ungali pakad ke teri maan main chala hoon tere bina mujhko ab kaun sambhaale gale se laga le ki aur mera koi nahi maa mujhe apne ...

更多 Lata Mangeshkar

Lata Mangeshkar →

相关歌词