Ab Kya Misaal Doon
MS

Ab Kya Misaal Doon 歌词

流派World Music
时长3:53
原文语言MS
浏览量62
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ab kya misaal doon maein tumhare shabaab ki Insaan ban gayee hai kiran mahtaab ki Chehre mein ghul gaya hai haseen chandni ka noor Aankhon mein hai chaman ki jawan raat ka suroor Gardan hai ek jhuki hui daali gulab ki Ab kya misaal doon... Gesu khule to shaam ke dil se dhuan uthe Chhule kadam to jhukke na phir aasman uthe Sau baar jhilmilaye shama aaftab ki Ab kya misaal doon... Deewar-o-dar ka rang, yeh aanchal, yeh pairhan Ghar ka mere chirag hai boota sa yeh badan Tasveer ho tumhi jannat ke khwab ki Ab kya misaal doon...

更多 Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

相关歌词