Ai Phoolon Ki Rani
MS

Ai Phoolon Ki Rani 歌词

流派World Music
时长4:25
原文语言MS
浏览量152
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ai phoolon ki rani, bahaaron ki malika, Tera muskurana gazab hogaya, Na dil hosh mein hein, na ham hosh mein hai, Nazar kaa milana gazab ho gaya... Tere hont kya hai, gulaabi kanwal hai, Yeh do patiyan, pyar ki ik gazal hai, Voh nazuk labon se, mohabbat ki baaten, Hami ko sunana, gazab hogaya, Ai phoolon ki rani, bahaaron ki malika, Tera muskurana gazab hogaya, Na dil hosh mein hein, na ham hosh mein hai, Nazar kaa milana gazab ho gaya.. Kabhi ghul ke milna, kabhi khud jhijhakna, Kabhi raaston par, behekna-machalna, Yeh palkon ki chilman, utakar girana, Girakar utana, gazab ho gaya, Ai phoolon ki rani, bahaaron ki malika, Tera muskurana gazab hogaya, Na dil hosh mein hein, na ham hosh mein hai, Nazar kaa milana gazab ho gaya... Ai phoolon ki rani, bahaaron ki malika, Tera muskurana gazab hogaya, Na dil hosh mein hein, na ham hosh mein hai, Nazar kaa milana gazab ho gaya...

更多 Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

相关歌词