Aur Kuchh Der Thahar Aur Kuchh Der Na Jaa
DA

Aur Kuchh Der Thahar Aur Kuchh Der Na Jaa 歌词

流派World Music
时长3:01
原文语言DA
浏览量44
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

DA
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa Aur kuchh der thahar Raat baaqi hai abhi raat mein ras baaqi hai Paake tujhko tujhe paane ki hawas baaqi hai Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa Jism kaa rang fazaa mein jo bikhar jaayegaa Meharbaan husn teraa aur nikhar jaayegaa Laakh zaalim hai zamaanaa magar itnaa bhi nahin Tu jo baahon mein rahe waqt thahar jaayegaa Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa Aur kuchh der thahar Zindagi ab inhin kadmon pe lutaa doon to sahi Zindagi ab inhin kadmon pe lutaa doon to sahi Ai haseen but main khudaa tujhko banaa doon to sahi Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa Aur kuchh der thahar aur kuchh der na jaa Aur kuchh der thahar

更多 Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

相关歌词