Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya
MS

Kaun Hai Jo Sapnon Mein Aaya 歌词

流派World Music
时长3:41
原文语言MS
浏览量192
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Kaun hai jo sapnon mein aaya Kaun hai jo dil mein samaaya Lo jhuk gaya aasmaan bhi Ishq mera rang laya O priya, o priya Zindagi ke har ek mod pe mein Geet gaata chala ja raha hoon Bekhudi ka yeh aalam na poochho Manzilo se badha ja raha hoon Kaun hai jo sapnon mein… Saj gayi aaj sari dishaaye Khul gayi aaj jannat ki raahein Husn jab se mera ho gaya hai Mujh pe padti hai sabki nigahein Kaun hai jo sapnon mein… Jism ko maut aati hai lekin Rooh ko maut aati nahi hai Ishq raushan hai raushan rahega Raushani iski jati nahi hai Kaun hai jo sapnon mein…

更多 Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

相关歌词