Khoya, Khoya Chaand
MS

Khoya, Khoya Chaand 歌词

流派World Music
时长4:44
原文语言MS
浏览量145
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Khoya, khoya chaand, khula aasmaan, aankhon mein saari raat jaayegi Tumko bhi kaise neend aayegi Khoya, khoya chaand Masti bhari hawa jo chali, khil, khil gayi yeh dil ki kali Mann ki gali mein hai khalbali Ke unko to bulaao Khoya, khoya chaand, khula aasmaan.......... Taare chale, nazaare chale, sang, sang mere voh saare chale Chaaron taraf ishaare chale Kisi ke to ho jaao Khoya, khoya chaand, khula aasmaan........... Aisi hi raat, bheegi si raat, haathon mein haath hote voh saath Keh lete unse dil ki yeh baat Ab to na sataao Khoya, khoya chaand, khula aasmaan............ Hum mit chale jinke liye, hum mit chale hai jinke liye Bin kuch kahe voh chup, chup rahe, koi zara yeh unse kahe Na aise aazmaao Khoya, khoya chaand, khula aasmaan...............

更多 Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

相关歌词