Lal Chadi
SQ

Lal Chadi 歌词

流派World Music
时长3:31
原文语言SQ
浏览量96
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Lal chadi maidaan khadi, Kya khoob ladi, kya khoob ladi, Hum dil se gaye, hum jaan se gaye, Bas aankh mili aur baat badi... O theeke, theeke do naina, Us shoukh se aankh milana tha, Deni thi qayamat ko davat, ik afat se takarana tha, Mat pucho hum par kya guzari, bijali si giri aur dil pe padi, Hum dil se gaye... haaye Hum dil se gaye, hum jaan se gaye, Bas aankh mili aur baat badi.. Lal chadi maidaan khadi.. Tan, tan kar zaalim ne apna, Har teer nishane par maara, Hai shukar ke ab tak zinda hun, Mein dil kaa ghayal bechara, Use dekh ke lal dupate mein, Maine naam diya hai lal chadi, Hum dil se gaye... haaye Hum dil se gaye, hum jaan se gaye, Bas aankh mili aur baat badi..

更多 Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

相关歌词