Maan Mera Ehsaan
GL

Maan Mera Ehsaan 歌词

流派World Music
时长2:43
原文语言GL
浏览量135
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

GL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Maan mera ehsaan arre naadaan ke Maine tujhse kiya hai pyaar, Maine tujhse kiya hai pyaar Meri nazar ki dhoop na bharti roop To hota husn tera bekaar Maine tujhse kiya hai pyaar Maan mera ehsaan... Ulfat na sahi nafrat hi sahi Is ko bhi mohabbat kehte hain Tu laakh chhupaaye bhed magar ham Dil mein samaaye rehte hain Tere bhi dil mein aag uthhi hai Jaag zubaan se chaahe na kar iqraar Maine tujhse kiya hai pyaar Meri nazar ki... Apna na bana lun tujhko Agar ik roz to mera naam nahin Patthar ka jigar paani kar dun Ye to koyi mushkil kaam nahin Chhod de ab ye khel tu kar le Mel mere sang maan le apni haar Maine tujhse kiya hai pyaar Maan mera ehsaan...

更多 Mohammed Rafi

Mohammed Rafi →

相关歌词