Ala Barfi
TL

Ala Barfi 歌词

流派World Music
时长5:22
原文语言TL
浏览量439
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

TL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Aankhon hi aankhon mein kare baatein Gupchup gupchup gupchup gup Khuus fus khus fus khus O o ye Khwaabon ki nadi mein khaaye gote Gud gud gud gud gud gud hoye Bud bud bud bud bud bud.. Ala ala matwaala Barfi Paanv pada mota chhala barfi Raaton ka hai yeh ujaala barfi Gumsum gumsum hi machaye yeh toh utpaat Khur.khur.khur khur khurafati kare non-stop Khur khur khur khur (hoye) Bud bud bud bud (hey) Gud gud gud gud maula issi se bachaai le Hey Aankhon hi aankhon mein kare baatein Gupchup gupchup gupchup oye Fus fus fus fus oo aye Khwaabon ki nadi mein khaaye gote Gud gud gud gud gud, oye Bud bud bud bud Kabhi na rukta re, kabhi na thamta re Gham jo dikha usey khusiyon ki thokar maare Palko ki harmuniya, naino ki gaa re saare Dhadkan ki rhythm pe ye gaata jaaye gaane pyare Bhola na shamjho yeh chaalu khiladi hai bada bada Hey, hey Sooraj ye bujha dega, maarega phoonk aisi Top talaiya, peepal chaiyya Har kooche ki aisi taisi Hey Aankhon hi aankhon mein kare baatein Gupchup gupchup gupchup hoye Fus fus fus fus oo aye O o ye Khwaabon ki nadi mein khaaye gote Gud gud gud gud gud gud oye Bud bud bud bud Barfi jab amma ji ki kokh mein tha soya Amman ne murfi ka radio mangaya Murfi jaisa lalla amma ka tha sapna Munna jab haule-halue duniya mein aaya Baba ne Ceylon wala station (Radio Ceylon is oldest radio station in Asia) Radio on hua amma off hui Toota har sapna Oh o ye Munna mute hi aansu bahaaye o O o ye Munna jhunjhuna sun bhi na paaye Jhun jhun jhun jhun Ala ala bada ala Barfi Paanv pada mota chhala barfi Raaton ka hai yeh ujaala barfi Gumsum gumsum hi machaye yeh toh utpaat Khur.khur.khur khur khurafati kare non-stop Khur khur khur khur (hoye) Bud bud bud bud (hey) Gud gud gud gud maula iss se bachaai le Khur khur khur khur (hoye) Bud bud bud bud (hey) Gud gud gud Aankhon hi aankhon mein kare baatein Gupchup gupchup gupchup gup Fus fus fus fus O o ye Khwaabon ki nadi mein khaaye gote Gud gud gud gud gud gud hoye Bud bud bud bud bud bud

更多 Mohit Chauhan

Mohit Chauhan →

相关歌词