Ai Pyase Dil Bejuban Tujhko Le Jau Kaha
MS

Ai Pyase Dil Bejuban Tujhko Le Jau Kaha 歌词

流派Classico
时长3:31
原文语言MS
浏览量270
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ai pyase dil bejuban tujhko le jau kaha aa aag ko aag me dhal ke kab tak jee behlayega ai pyase dil bejuban ghata jhuki aur hawa chali toh hamne kisi ko yad kiya chahat ke virane ko unake ghum se aabad kiyay ai pyase dil bejuban mausam kee yeh mastiya aa aag ko aag me dhal ke kab tak jee bahalayega ai pyase dil bejuban tare nahee angare hain woh, abb chand bhee jaise jalta hai nind kaha sine pe koyee bhari kadmo se chalata hai ai pyase dil bejuban dard hai teree dastan aa aag ko aag me dhal ke kab tak jee bahalayega ai pyase dil bejuban kaha woh din abb kaha woh rate tum ruthe kismat ruthi gair se bhed chhupane ko ham hasate phire hansi jhuthi ai pyase dil bejuban lut ke raha teraa jahan aa aag ko aag me dhal ke kab tak jee bahalayega ai pyase dil bejuban

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词