Darpan Ko Dekha
TO

Darpan Ko Dekha 歌词

流派Classico
时长4:29
原文语言TO
浏览量270
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

TO
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Darpan Ko Dekha Toone jab Jab Kiye Shringar phoolon Ko Dekha toone Jab Jab Aayi Bahar ek Badnaseeb Hoon Main, mujhae Nahin Dekha Ek Baar darpan Ko Dekha suraj Ki Pehli Kiranon Ko Dekha toone Alsate Huye raaton Mein Taron Ko Dekha sapno Mein Kho Jaate Huye yoon Kisi Na Kssi Bahane toone Dekha Sab Sansar darpan Ko Dekha kajal Ki Kismat Kya Kahiye , naino Mein Tumne Basaya Hai aanchal Ki Kismat Kya Kahiye tumne Ang Lagaya Hai hasrat Hi Rahi Mere Dil Mein banoon Tere Gale Ka Haar darpan Ko Dekha

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词