Dil Ne To Diya Dhokha
印度尼西亚语

Dil Ne To Diya Dhokha 歌词

流派Classico
时长2:44
原文语言印度尼西亚语
浏览量216
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ID
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Dil ne to diya dhokha muhabbat ne saza di Roti hui aankhon ne hansi gam ki uda di Dil ne to diya dhokha Tinakon ko bachaata hi nahin kunj hava se Barabaad nasheman ho to ho meri bala se Duniya jo basaayi thi vo duniya hi mita di Dil ne to diya dhokha Ik main huun ki ab tak vo jafaayein nahin bhuula Nazarein nahin bhuula vo adaayein nahin bhuula Ik tum ho ki do din mein meri yaad bhula di Dil ne to diya dhokha

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词