Duniyawaalo Se Dur Jalanewaalo Se Dur
DA

Duniyawaalo Se Dur Jalanewaalo Se Dur 歌词

流派Classico
时长20:49
原文语言DA
浏览量160
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

DA
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Duniyawaalo se dur jalanewaalo se dur aaja aaja chale kahee dur, kahee dur, kahee dur jo pyaar kaa jahaan hai, har dil pe meharbaan hai kuchh aur yeh jamin hai, kuchh aur aasmaan hai naa julm kaa nishaan hai, naa gam kee dastaan hai har koyee jisako samajhe woh pyaar kee jubaan hai duniyawaalo se ulfat kee raginee me mastaanee bekhudee me so jaayenge do dil ulfat kee chandanee me phir kya karegee duniya, jal jal maregee duniya taaro me do sitaare dekha karegee duniya duniyawaalo se haatho me haath dale khud ko bina sambhaale niklenge ham jidhar se ho jaayenge ujaale chanda kahega haskar sine par haath rakhkar woh ja rahe hain dekho do pyaar karnewaale duniyawaalo se

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词