Ham Tujhse Mohabbat Karke Sanam
MS

Ham Tujhse Mohabbat Karke Sanam 歌词

流派Classico
时长3:32
原文语言MS
浏览量194
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ham tujhse mohabbat karke sanam rote bhi rahe, hanste bhi rahe khush hoke sahe ulfat ke sitam rote bhi rahe, hanste bhi rahe hai dil kee lagi kya tujhko khabar ek dard utha tharayi najar, tharayi najar khamosh the ham iss gham kee kasam rote bhi rahe, hanste bhi rahe yeh dil jo jala ek aag lagi ansu jo bahe barsat huyi, barsat huyi badal kee tarah aawara the ham rote bhi rahe, hanste bhi rahe ham tujhse mohabbat karke sanam rote bhi rahe, hanste bhi rahe

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词