原文歌词
EN暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Jau kaha bata aye dil duniya badee hain sangadil
chandanee aayee ghar jalane, suje naa koyee manjil
banake tute yaha aarju key mahal
yeh jamin aasman bhee gaye hain badal
kehtee hain jindagee, iss jahan se nikal
hay iss par toh aasuo kee dagar
jane uss par kya ho kise hain khabar
thhokare kha rahee har kadam par najar