Maiya Moree Main Nahee Makhan Khayo
MS

Maiya Moree Main Nahee Makhan Khayo 歌词

流派Classico
时长5:39
原文语言MS
浏览量358
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Maiya moree main nahee makhan khayo kahat sunat me aakar kahe jhutha dosh lagayo ree maiya moree main nahee makhan khayo yamuna key tat par gwal bal sang char sahar main khela gaiya charvat bansee bajavat sanj kee bela bhuk lagee toh daudat daudat sidha maein ghar aayo maiya moree naa koyee maine matkee phodee naa koyee kee hai choree jan liya kyon mujhko jhutha tune maiya moree apne ang ko kaise samjha tune aaj parayo maiya moree me toh baba nand key lala kahe chor kahau apne ghar me kaun kamee jo bahar makhan khau bat sunee toh mata yashoda hanskar kanth lagayo phir bolee too nahee makhan khayo rey krishna more too nahee makhan khayo

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词