Pal Bhar Hee Kee Pehchan Me
MS

Pal Bhar Hee Kee Pehchan Me 歌词

流派Classico
时长5:08
原文语言MS
浏览量239
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Pal bhar hee kee pehchan me pardesi sanam se lagta hai kee ham jante ho janam janam se nigahe chaunki dil kisi dusari dooniya me kho gaya kise dekha hai kee jindgi se mujhe pyar ho gaya kis ne mehka diya hai aake raho ko meri raho ke bhag jag gaye kis ke kadam se lagta hai kee kisi jiwan me sahi tumse meri prit rahi jo prit bhul gaye aaj lagte hain naye ehsan hai kismat kaa mila aansu-e-gam se lagta hai kee jara sharmana aur muskana hai nishani pyar kee bina bole hee nain kah dete hain kahani pyar kee jis ne dil har diya usane jag jit liya dil de mila kya naa kaha jayega hamse lagta hai kee

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词