Raat Aur Din Diya Jale
GL

Raat Aur Din Diya Jale 歌词

流派Classico
时长4:45
原文语言GL
浏览量293
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

GL
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai jane kaha hai wo sathi, tu jo mile jivan ujiyara hai, raat aur din pag pag man mera thokar khaye, chand suraj bhi raah na dikhaye aisa ujyala koi man me samaye, jisase piya ka darshan mil jaye, raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai, jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai, raat aur din gehara ye bhed koi muzako bataye, kisane kiya hai muzper annyay jisaka ho dikh o sukh nahi paye, joat diye ki tuze ghar ko sajay, raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara ha raat aur din khud nahi janu dhunde kisako najar, kon disha hai meri man ki dagar itana ajab ye dil ka safar, nadiyan me aaye jaye jaise lehar raat aur din diya jale, mere man me phir bhi andhiyara hai jane kaha hai wo sathi, tu jo mole jivan ujiyara hai, raat aur din

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词