Suraj Se Jo Kiran Ka Naata
SQ

Suraj Se Jo Kiran Ka Naata 歌词

流派Classico
时长4:25
原文语言SQ
浏览量252
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SQ
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Suraj se jo kiran ka naata, saagar se jo leharon ka wohi hai tera mera rishta, tu jaane ya naa jaane phul mein jaise basati hai khushbu, tu hai basa mere mann mein pyaar hai tera jivan mera, tu maane ya na maane suraj se jo kiran ka naata Pehali baar tujhe dekha toh hum aise sudh budh bhule ho jaise saawan ki pehali purwaayi dharati ko chume dharati se jo nil gagan ka, saawan se purwaayi ka suraj se jo kiran ka naata, saagar se jo leharon ka wohi hai tera mera rishta, tu jaane ya naa jaane suraj se jo kiran ka naata do din ki dekha dekhi mein yug yug ke manmeet mile tum bole do bol ke mujhako janam janam ke geet mile taar se do jhankaar ka naata, geeton se jo sargam ka suraj se jo kiran ka naata, saagar se jo leharon ka wohi hai tera mera rishta, tu jaane ya naa jaane suraj se jo kiran ka naata hmm hmm mm mm mm

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词