Tum Meree Meree Jindagee Ho
MS

Tum Meree Meree Jindagee Ho 歌词

流派Classico
时长4:01
原文语言MS
浏览量179
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ham jee lenge bin tumhare, tum phir yeh kabhee na kehna meree jan kyun kee tum meree jindagee ho, tum meree meree jindagee ho tum jao kahee bhee pyare mere dil ke karib rehna sajana kyun kee tum meree jindagee ho, tum meree meree jindagee ho aatee bahare na gul kabhee khilate tum jindagee me jo hamse na milate yu mere dil me tum aaye ho machal ke ulajha de aanchal hava jaise chal ke late hil rahee hain kuchh aise tumharee abhee hai tasallee abhee bekararee mere pas aao yeh najuk ghadee hai koyee shai mere dil ke pichhe padee hai mere arman mere sahare mere dil ke karib rehna sajana kyun kee tum meree, tum meree meree jindagee ho duniya hai katil pakad lo yeh banhe roke khadee hain muhabbat kee rahe jo teree dhun me nikal pade ghar se woh kya rukenge jamane ke dar se yaha ishk ko katl hote hee dekha sada husn ko chhupakar rote hee dekha hame tumane chaha toh kaise mitenge najar dal dogi toh ham jee uthenge mar jayenge gam ke mare tum phir yeh kabhee na kehna meree jan kyun kee tum meree jindagee ho tum meree meree jindagee ho

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词