Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse
ET

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse 歌词

流派Classico
时长4:19
原文语言ET
浏览量210
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

ET
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Samajhne waale samajh gaye hain Na samjhe Mukesh: Na samjhe woh anaadi hain Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Samajhne waale samajh gaye hain Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Chaandi ki chamakti raahei Woh dekho jhoom jhoom ke bulaayen Kirnon ne pasaari baahein Ki armaan naach naach lehraye Baaje dil ke aar gaye yeh bahaar Ubhre hai pyaar jeevan mein Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Samajhne waale samajh gaye hain Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Kirnon ne chunariya taani Bahaarein kis pe aaj hain deewani Chaanda ki chaal mastani Hai paagal jispe raat ki rani Taaron ka jaal, le le dil nikaal Poochho na haal mere dil ka Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai Samajhne waale samajh gaye hain Na samjhe, na samjhe woh anaadi hain Woh chaand khila woh taare hanse Yeh raat ajab matwari hai

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词