Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa
MS

Yeh Rakhi Bandhan Hai Aisa 歌词

流派Classico
时长3:37
原文语言MS
浏览量167
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

MS
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
yeh rakhi bandhan hai aisa , jaise chanda aur kiran kaa jaisa badari aur pawan kaa, jaise dharti aur gagan kaa yeh rakhi bandhan hai aisa duniya kee jitani bahane hain, unn sabki shraddha hai isame hai dharam karam bhaiya kaa yeh bahana kee raksha isame hai jaise subhadra aur kishan kaa, jaise badari aur pawan kaa jaise dharti aur gagan kaa, yeh rakhi bandhan aaj khushi ke din bhai ke, bhar bhar aaye naina kadar bahan kee unase puchho, jinaki nahee hai bahana mol nahee koyee iss bandhan kaa jaise badari aur pawan kaa, jaise dharti aur gagan kaa yeh rakhi bandhan hai aisa

更多 Mukesh

Mukesh →

相关歌词