Jabra Fan
印地语

Jabra Fan 歌词

流派Instrumental
原文语言印地语
浏览量130
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
gharwaale bhi na mere samajhte nahi hain kabhi kabhi wo sirf star nahi, duniya hai meri follow karun twitter pe tag karun facebook pe tere quiz mein google ko beat kar diya follow karun twitter pe tag karun facebook pe tere quiz mein google ko beat kar diya mirror mein tu dikhta hai neend mein tu tikk ta hai tere madness ne mujhe dhet kar diya tu hai sodde ke botal main banta tera main toh handle karun har tanta tera mere dil ke mobile ka tu unlimited plan ho gaya main tera haaye re jabra hoye re jabra fan ho gaya main tera haaye re jabra hoye re jabra fan ho gaya o tujhe dekhte hi dil mein dhan te nan ho gaya main tera haaye re jabra hoye re jabra fan ho gaya maine tujhpe, kari phd mera luck mera haq, tu hi only wajah maine tujhpe, kari phd mera luck mera haq, tu hi only wajah main toh sacchi, ho jaaun touchy koi tere jo baare mein bole bura tera yaar haaye mujhko bukhar haaye jaane saari colony mein tere liye insane ho gaya main tera haaye re jabra hoye re jabra fan ho gaya main tera haaye re jabra hoye re jabra fan ho gaya o tujhe dekhte hi dil mein dhan te nan ho gaya main tera haaye re jabra hoye re jabra fan ho gaya style tera phatte hai tujhpe khele satte hain tujhse hi wifi connection judaa tere tak jo aati hai line saari taapi hai koi kitna bhi roke, main toh na ruka tune jo jo kaha, maine ditto kiya kabhi jeb mein rakha kabhi dil pe liya teri aankhon ki garmi mein sar se, per tak, tan ho gaya main tera (dhiss) oh tera, oh tera (aahh) fan ho gaya main tera haaye re jabra hoye re jabra fan ho gaya o tujhe dekhte hi dil mein dhan te nan ho gaya main tera haaye re jabra hoye re jabra fan ho gaya

更多 Nakash Aziz

Nakash Aziz →

相关歌词