Sapna Jahan (feat. Sonu Nigam)
印地语

Sapna Jahan (feat. Sonu Nigam) 歌词

流派Pop
时长5:47
原文语言印地语
浏览量161
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
sapna jahan dastak na de chaukhat thi woh aankhein meri baaton se thi tadaad mein khamoshiyan zyaada meri jabse pade tere kadam chalne lagi duniya meri mere dil mein jagah Khuda ki khaali thi dekha wahan pe aaj tera chehra hai main bhatakta huaa sa ek baadal hoon jo tere aasmaan pe aake thehra hai tu rooh hai toh main kaaya banu taa-umr main tera saaya banu keh de toh ban jaaun bairaag main kehde toh main teri maaya banu tu saaz hai, main ragini tu raat hai, main chandni mere dil mein jagah Khuda ki khali thi dekha wahan pe aaj tera chehra hai main bhatakta huaa sa ek baadal hoon jo tere aasmaan pe aake thehra hai hum pe sitaaron ka ehsaan ho poora, adhoora har armaan ho ek dusre se jo baandhe humein baahon mein nanhi si ik jaan ho aabaad ho chota sa ghar lag na sake kisi ke nazar mere dil mein jagah Khuda ki khaali thi dekha wahan pe aaj tera chehra hai main bhatakta huaa sa ek badal hoon jo tere aasmaan pe aake thehra hai

更多 Neeti Mohan

Neeti Mohan →

相关歌词