Jamnapaar
印地语

Jamnapaar 歌词

流派Pop
原文语言印地语
浏览量51
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
ishq ki jobare pe baithi hu taiyar are kya karu akeli mere saiyaan jamnapaar hmm bheje lakho dm oh vanish mode peya par wo to nahi reply are main toh gayi haar meri aankhon ko har pal rehta hai intezaar if you are my yaar aaja karle mujhse pyaar if you are my yaar aaja karle mujhse pyaar agar tune nahi aana le chal mujhko jamnapaar tere sang hai mausam gulabi sa lamha lamha jaise sharabi sa hadon mein reh kar na kar mohabbat tu ishq hone de be-hisabi sa ruke ruke se dil ki badh jane de raftaar jaise main hoon tu bhi ab ho ja bekraar zara si doori bhi mujhko lagti too much far too much fire umm if you are my yaar aaja karlo mujhse pyaar if you are my yaar aaja karle mujhse pyaar agar tune nahi aana le chal mujhko jamnapaar o my yaar oh le chal mujhko jamnapaar le chal le chal jamnapaar baby le chal mujhko jamnapaar mujhko le chal jamnapaar

更多 Neha Kakkar

Neha Kakkar →

相关歌词