Tu Hi Yaar Mera (feat. Arijit Singh)
印地语

Tu Hi Yaar Mera (feat. Arijit Singh) 歌词

流派Pop
时长4:07
原文语言印地语
浏览量303
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Ankhiyan meri puchh rahi hain Dil ko mere chain nahi hai Kithe ladaiyan ve Tu ankhiyan kithe ladaiyan ve Kaise tujhko main bataun Raahein teri takti jaaun Neendan churaiyan ve Tu meriyan neendan churaiyan ve Dhadkan ye kehti hai Dil tere bin dhadke na Ek tu hi yaar mera Mujhko kya duniya se lena Dhadkan yeh kehti hai Dil tere bin dhadke na Ek tu hi yaar mera Mujhko kya duniya se lena Tujhme raat meri tujhme din mere Lamha ek jiyun na main toh bin tere Tujhme raat meri tujhme din mere Lamha ek jiyun na main toh bin tere Hai tere sath safar Jaana mujhe hai kidhar Ke beet jaye tujhme ye umar Ek pal ki bhi ab toh Doori na mujhko dena Ek tu hi yaar mera Mujhko kya duniya se lena Ek tu hi yaar mera Mujhko kya duniya se lena Hissa hai hai tu ab toh mere Dil ke jazbaton ka Tu lafz hai thehra huya Bas meri baaton ka Hissa hai hai tu ab toh mere Dil ke jazbaton ka Tu lafz hai thehra huya Bas meri baaton ka Aankhe ye kehti hain Tu saamne mere rehna Ek tu hi yaar mera Mujhko kya duniya se lena Ek tu hi yaar mera Mujhko kya duniya se lena

更多 Neha Kakkar

Neha Kakkar →

相关歌词