Khalla
SV

Khalla 歌词

流派Pop
时长3:56
原文语言SV
浏览量270
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

SV
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Mein! Tum! Hum akelay hain.. Bekali ki chaon mein hum be-hiss jeetay hain Jeetay hain… Aarzoo, ab chupee hai kahan? Uss dayaar-e-khaamashi mein, yeh dil hai jahaan! Who jahan… Ab Nahi hai, par woh hai kahan? Hum hain kahaan? Ghaafil hain sayay mein apnay jahan, hum hain wahan! Ab lagay aisay jaisay zameen se bohat dur! Ab jaisay aur aagay barhnay peh hain majboor! Keh jaisay chaand aur taaray poochtay hain mujh se… Kahaan hai teri zindagi, kahaan hai tu? Kahaan tu? Tum ne apnay ehsaas ko maar diya! Phir tum ne uss ki mayyat ko jala diya! Ab tum iss ki raakh par kharay ho… Aur tumharee insaniyat aur tumharay darmiyan, Ek khalla hai!

更多 Noori

Noori →

相关歌词