Chaar Kadam
印地语

Chaar Kadam 歌词

时长3:52
原文语言印地语
浏览量1.1K
Aa阅读设置
文字大小 18

原文歌词

HI
暂时没有翻译,当前显示原文歌词。
Bin poochhe mera naam aur pataa Rasmon ko rakh ke pare Chaar kadam bas chaar kadam Chal do naa saath mere Bin kuch kahe, bin kuch sune Haathon mein haath liye Chaar kadam bas char kadam Chal do na saath mere Raahon mein tum ko jo dhoop sataaye Chhaaon bichha denge hum Andhere Daraayein to jaa kar falak pe Chaand sajaa denge hum Chhaaye udaasi lateefe suna kar Tujh ko hansa denge hum Hanste hansaate yoon hi gungunaate Chal denge chaar kadam Tumsa mile jo koi rehguzar Duniya se kaun Darey Chaar kadam kya saari umar Chal dungi saath tere Bin kuch kahe, bin kuch sune Haathon mein haath liye Chaar kadam bas chaar kadam Chal do na saath merey

更多 PK Movie

PK Movie →

相关歌词